ArtInterviewsMoviesReading

Collection of Best Dialogues of Rishi Kapoor

It’s very unfortunate that we lost 2 legendary actors within 24 hours. While we are fighting against this global pandemic, two of favourite actors are not between us. This year 2020 is turning out to be the worst year ever, we have lost another legend of the country. His outstanding performance and amazing personality will be remembered forever. How can we forget his dialogue, “Marne se pehle main chahta hoon ke mere pariwar ke saath ek family photo ho … jiske neeche title hoga “Kapoor and Sons”, since 1921.” Here are some best dialogues of Rishi Kapoor.

Best Dialogues of Rishi Kapoor

Hum Delhi Waale Mulk Ke Saath Saath,

Dil Pe Bhi Hukumat Karna Jaante Hain.

Khaali Fees Bharne Se Papa Ki Duty Khatam Nahi Hoti,

Papa Ki Duty Hoti Hain Bachchon Ki Khushiyaan.

Pyaar Karne Wale Aitbaar Ka Certificate Nahi Mangte.

Pyaar To Woh Rog Hain Jo Aasaani Se Lagta Nahi,

Aur Jab Lag Jaata Hain Na, Phir Kabhi Mitta Nahi.

Har Ishq Ka Ek Waqt Hota Hain.

Woh Humara Waqt Nahi Tha , Par Iska Yeh Matlab Nahi Ki Woh Ishq Nahi Tha.

Best Dialogues of Rishi Kapoor

Hum sainkadon janam lete hain, kabhi pati patni bankar, kabhi premi bankar, toh kabhi anjaane bankar.

Lekin milte zaroor hai aakhir mein. Nahi milenge toh kahani khatam kaise hogi, Isse pyaar kehte hain.

Tu saath hokar bhi saath nahi hoti,

ab toh rahat mein bhi rahat nahi hoti.

Sabhi insaan ek jaise hi toh hote hain, wahi do haath, do paun, aankhen, kaan, chehra, sabke ek jaise hi toh hote hain.

Phir kyun koi ek, sirf ek aisa hota hai . joh itna pyaara lagne lagta hai ke agar uski liye jaan bhi deni padhe toh haste haste di jaa sakti hain.

Baadshahat bhaichare ko nahi dekhti.

Best Dialogues of Rishi Kapoor

Hum aaj joh faisla karte hain,

wahi hamare kal ka faisla karega.

Mohabbat reet rivaaz nahi maanti,

Aur na hi woh lafzo ki mohtaj hain.

Jab do insaan ek doosre ki rooh ko chhu le,

usse pyar kehte hain.

Jee karta hai tumhari har khwaish, har ichcha ko apna maqsad bana loon.

Jaane se pehle, ek aakhri baar milna kyun zaroori hota hai?

Apne ghar ko aabaad karna hai toh wahin rehna chahiye, kisi ke shehar chale jaane se shehar toh aabaad ho jayega lekin apna ghar veeraan ho jayega.

Bikte toh sabhi hain,

kuch paiso se kuch jazbaat se.

Main markar bhi na mar saka,

aur na hi jeekar jee sakta hoon.

Also Read | 12 Best Irrfan Khan Dialogues

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
error: Content is protected !!