Pehchan Music is an artist oriented Music channel on YouTube. Pehchan Music Creates reprise version of Melodious old hindi songs. Listen these 15 old songs in the soulful Voices of Talented Indian Youth.
Jis Roz Se Dekha Hai Usko, Ham Shamaa Jalaana Bhool Gaye.
Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain, Kahin Aana Jaana Bhool Gaye.
Na kasme hain na rasmen hain, shikawe hain na waade hain,
Ik surat bholi bhaali hai, do naina sidhe saade hain.
Ho Chaandni Jab Tak Raat Deta Hai Har Koi Saath,
Tum Magar Andheron Mein Na Chhodna Mera Haath.
https://youtu.be/Y4jDso266mc
Ye Maana Humein Jaan Se Jaanaa Padega,
Par Ye Samajh Lo Tumne Jab Bhi Pukaara Humko Aanaa Padega.
Apna hi saaya, dekh ke tum Jaane jahan, sharma gaye,
Abhi to ye pehli manzil hai Tum to abhi se ghabra gaye.
https://youtu.be/2HZZQHcZV6U
Maein saans leta hoon Teri khushboo aati hai,
Ek mehka mehka sa Paigham laati hai.
Meri dil ki dhadkan bhi Tere geet gaati hai.
https://youtu.be/qpwCo49S4SQ
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi Dard Sambhaalane Honge,Muskuraaye To, Muskuraane Ke Karz Utarne Honge.
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaar,
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaar, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Aansoo ka hamaare gham na karo Woh behte hai to behne do,
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai Mujhe palko ki chaav mein rehne do.
https://youtu.be/CTogAeF-mvg
Mehfil mein kaise keh dein kisi se,
Dil bandh raha hai kis ajnabi se.
Zindagi ko bahot pyar humne diya maut se bhi mohabbat nibhayenge hum,
Rote rote jamane mein aye magar hanste hanste jamane se jayenge hum.
https://youtu.be/5Nwz86cyS7M
Kuchh paakar khona hai, kuchh khokar paana hai,
Jiwan ka matalab to, ana aur jaana hai.
Ek man tha mere paas wo ab khone laga hai,
Paakar tujhe, haae mujhe kuchh hone laga hai.
Maa bachcho ki jaan hoti hai,
Wo hote hain kismatawaale jinake maan hoti hai.
Meri Zindgi Sawari Mujhko Gale Laga Ke,
Betha Diya Falak Pe, Mujhe Khaak Se Uthake.
https://youtu.be/DJ9yqzcSTXo
Keep Listening Music, It Really Heals.